Raag Yaman

Raag Yaman

Raag Yaman Bandish Aroh Avroh Pakkad Boltan
Indian Classical Music Indian Classical Music Raag

Raag Yaman

Parichay

THAATH – KALYAN

JAATI – SHADAV – SAMPURNA

VAADI SWAR – GANDHAAR (GA)

SAMVAADI SWAR – NISHAD (NI)

GAAYAN SAMAY – RAATRI KA PRATHAM PRAHAR

VIKRIT SWAR – ISS RAGA MEIN TEEVRA MADHAYAM (M’A) KA PRAYOG KIYA JAATA HAI. SHESH SABHI SHUDH SWAR HAIN.

VARJIT SWAR – AAROH MEIN PACHAM

Aroh Avroh

AAROH – N.I RE GA M’A DHA NI SA’

AVROH – SA’ NI DHA PA M’A GA RE SA

PAKAD – N.I RE GA M’A PA RE GA RE N.I RE SA

VISHESH –

  • YE KALYAN THAATH KA AASHRYA RAGA ARTHAAT PRAMUKH RAGA HAI.
  • PA RE KI SANGATI KALYAN VAACHAK MAANI JAATI HAI. RAGA MEIN N.I RE SA KA ADHIK PRAYOG KIYA JAATA HAI.
  • SA, GA, PA, NI NYAAS SWAR HAIN.
  • YE MOOL RAGON MEIN SE BAHUT LOKPRIYA RAGA HAI.
  • YE RAGA KHYAAL GAYAN KE LIYE UPYUKT HAI HEE SAATH HEE SAATH SUGAM SANGEET CHALCHITRA GEETON MEIN BHI ISKA UPYOG KIYA JAATA HAI.

Leave your thought here