Raag Khamaj

Raag Khamaj

Raag Khamaj Parichay Taan Aroh Avroh
Indian Classical Music Indian Classical Music Raag

Raag Khamaj

THAATH – KHAMAJ

JAATI – SHADAV-SAMPOORNA

VAADI SWAR – GANDHAAR (GA)

SAMVAADI SWAR – NISHAD (NI)

GAAYAN SAMAY – RAAT KA DOOSRA PRAHAR

VARJIT SWAR – AAROH MEIN RISHABH

VIKRIT SWAR – ISS RAGA MEIN DONO NISHAD (SHUDH EVAM KOMAL) KA PRAYOG KIYA JAATA HAI.

AAROH – SA GA MA PA DHA NI SA’

AVROH – SA’ NI DHA PA MA GA RE SA

PAKAD – GA MA PA DHA NI DHA PA, DHA MA GA

VISHESH –

  • YE RAGA KHAMAJ THAATH KA AASHRYA RAGA HAI.
  • ISS RAGA MEIN AAROH MEIN SHUDH NISHAD AUR AVROH MEIN KOMAL NISHAD KA PRAYOG KIYA JAATA HAI.
  • DHA MA KI SWAR SANGTI RAGA MEIN MEHETTWAPURNA MAANI JAATI HAI.
  • ISS RAGA MEIN THUMRI, DADRA, TAPPA, JHULA JAISE UPSHASTRIYA GEET PRAKAR GAYE JAATE HAIN. ARTHAAT VILAMBIT KHYAL ISS RAGA MEIN AKSAR NAHI GAATE HAIN.
  • SWARON KI DEERGH AUR STHIR UCHHARAN NA HONE KE KAARAN YE CHANCHAL PRAKRITI KA RAGA MAANA JAATA HAI.

Leave your thought here