Raag Brindavani Sarang

Raag Brindavani Sarang

Raag Brindavani Sarang Parichay, Aroh Avroh, Vishesh Bandish
Indian Classical Music Indian Classical Music Raag

Raag Brindavani Sarang

RAGA  Brindavani Sarang

THAATH – KAAFI

JAATI – AUDAV-AUDAV

VAADI SWAR – RISHABH (RE)

SAMVAADI SWAR – PANCHAM (PA)

VIKRIT SWAR – ISS RAGA MEIN DONO NISHAD KA PRAYOG KIYA JAATA HAI. AAROH MEIN SHUDH TATHA AVROH MEIN KOMOL NISHAD.

GAAYAN SAMAY – MADHYAN KAAL

BARJIT SWAR – GANDHAR AUR DHAIVAT

Raag Brindavani Sarang Aroh Avroh

AAROH – N.I SA RE MA PA NI SA’

AVROH – SA’ NI PA MA RE N.I SA PAKAD – N.I SA RE MA RE, PA MA RE N.I SA

Raag Brindavani Sarang VISHESH –

  • ISS RAAG MEIN SAARANG ANG PRABAL REHTA HAI.
  • SHUDH NISHAD RAAG MEIN ADHIK PRAKASHMAAN DIKHAI DETA HAI.
  • RAAG KA AARAMBH PRAYE: MANDRA SHUDH NISHAD SE HOTA HAI.
  • SHADAJ, RISHABH AUR PANCHAM KO CHORDDAR ANAY KISI AUR SWAR PAR NYAAS NAHI KIYA JAATA HAI.
  • SAARANG KE KAI PRAKAAR HAIN. JINME SE BRINDAVANI SAARANG BAHUT LOKPRIYA HAI.

Leave your thought here