Raag Alhaiya Bilawal

Raag Alhaiya Bilawal

Learn Raag Aliayah Bilawal Bandish Aroh Avroh Taan
Indian Classical Music Indian Classical Music Raag

Raag Alhaiya Bilawal

Parichay

THAATH – BILAWAL

JAATI – SHADAV-SAMPOORNA

VAADI SWAR – DHAIVAT (DHA)

SAMVAADI SWAR – GANDHAAR (GA)

VIKRIT SWAR – ISS RAGA MEIN DONO NISHAD KA PRAYOG KIYA JAATA HAI.

GAAYAN SAMAY – DIN KA PRATHAM PRAHAR

BARJIT SWAR – AAROH MEIN MADHYAM

Aroh Avroh & Pakkad

AAROH – SA RE GA PA DHA NI SA’

AVROH – SA’ NI DHA PA, DHA NI DHA PA, MA GA maRE SA

PAKAD – GA RE GA PA dhaGA maRE, GA PA DHA NI DHA PA

VISHESH –

  • YA BILAWAL THAATH AUR BILAWAL ANG KA RAGA HAI. BILAWAL THAATH MEIN SARVADHIK LOKPRIYA RAGA HAI.
  • ISME KOMAL NISHAD SIRF AVROH MEIN DO DHAIVAT KE BEECH AATA HAI. JAISE – DHA NI DHA PA
  • SUBAH KA RAGA HONE SE YE UTTARANG PRADHAN RAGA HAI.
  • VAADI AUR SAMVAADI SWARON KE SAATH SAATH PANCHAM PAR BHI NYAAS KIYA JAATA HAI.
  • DHA GA KI SANGTI RAAGVACHAK HAI.

Leave your thought here