Raag Bageshri

Raag Bageshri

Raag Bageshri Parichay Bandish Aroh Avroh Boltan
Indian Classical Music Indian Classical Music Raag

Raag Bageshri

RAGA  BAGESHREE

THAATH – KAAFI

JAATI – AUDAV-SAMPOORNA

VAADI SWAR – MADHYAM (MA)

SAMVAADI SWAR – SHADAJ (SA)

VIKRIT SWAR – GANDHAAR AUR NISHAD KOMAL.

GAAYAN SAMAY – RAAT KA DOOSRA PRAHAR

BARJIT SWAR – AAROH MEIN RISHABH AUR PANCHAM

Raag Bageshri Aroh Avroh

AAROH – SA GA MA DHA NI SA’

AVROH – SA’ NI DHA MA, MAPADHAMA GA, RE SA

PAKAD – D.HAN.ISA MA, MAPADHAMA GA, RE SA

Raag Bageshri VISHESH –

  • ISS RAAG MEIN GANDHAAR AUR NISHAD MEIN AANDOLAN KIYE JAATE HAIN.
  • GANDHAAR MEIN MADHAYAM KA KANN AUR NISHAD MEIN DHAIVAT YA SHADAJ KA KANN LAGAYA JAATA HAI.
  • PURVANG MEIN GANDHAR AUR UTTARANG MEIN DHAIVAT NYAAS SWAR HAIN.
  • ISS RAAG MEIN AAROH MEIN PANCHAM SWAR BARJIT HAI. AVROH MEIN VAKRA ROOP SE AUR VISHISHT SWAR SAMOOHON MEIN PANCHAM KA PRAYOG KIYA JAATA HAI.
  • ISS RAGA MEIN DHA MA SWAR SANGTI PRABAL MAANI JAATI HAI.

Leave your thought here