Raag Bilawal

Raag Bilawal

Raag Bilawal Aroh Avroh parichay Pakkad
Indian Classical Music Indian Classical Music Raag

Raag Bilawal

RAGA PARICHAY –

THAATH – BILAWAL

JAATI – AUDAV-SAMPOORNA

VAADI SWAR – GANDHAR (GA)

SAMVAADI SWAR – NISHAD (NI)

VIKRIT SWAR – DONO MADHYAM KA PRAYOG KIYA JAATA HAI.

GAAYAN SAMAY – RAAT KA DUSRA PRAHAR

BARJIT SWAR – AAROH MEIN RISHABH AUR DHAIVAT

AAROH – N.I SA GA MA PA NI SA’

AVROH – SA’ NI DHA PA, M’A GA MA GA, RE N.I SA

PAKAD – N.ISA GA MA GA, PA M’APA GA MA GA REN.I SA

VISHESH –

  • ISS RAGA KE NYAAS SWAR GANDHAR, NISHAD, PANCHAM HAIN.
  • ISE MEENDH YUKT RAGA KAHA JAATA HAI.
  • RAGA KA AARAMBH MANDRA NISHAD SE KIYA JAATA HAI.
  • DHRUPAD GAYAK TEEVRA MADHYAM KA PRAYOG NAHI KARTE HAIN, PARANTU KHYAL GAYAK DONO MADHYAM KA UPYOG KARTE HAIN.
  • PURANE GAYAK ISS RAGA MEIN TEEVRA MADHYAM KA SPASHT ROOP SE PRAYOG NAHI KIYA KARTE THE, SIRF MEENDH YUKT TEEVRA MADHYAM KA PRAYOG HOTA THA. JAISE – PA s m’aGA MA GA.

Leave your thought here